Ghar par body kaise banaye - Who made the body at home?

Ghar par body kaise banaye - Who made the body at home?
Ghar par body kaise banaye

Ghar par body kaise banaye - hello dosto kaise ho aap sab aaj ke is article main aapko bataunga ki Jim jaaye bagair kaise body bana sakte hai agar aap log yah search kar rahe the to aap Sahi jagah per Aaye Hain aur pura article jarur read Karen.

Kuch sawal Jo Google per bahut sare log search karte hain unke answer bhi is article mein milenge kya Jim Ke bagair Bhi body banai ja sakti hai kya ghar mein body banaa sakte hain kya vardasht ke bagair body banae ja sakti hai kuchh aise sawal aate Hain jinke jawab milega aapko.


In sawalon ka ek aasan jawab hai ji han aap Jim jaaye bagair body bana sakte hain body banane ke liye Jim Jana jaruri Nahi hai.

Bodybuilder jaisa kahin body Jim Ke bagair Nahin banaya ja sakta Lekin aap ek acchi aur sakht body jarur banaa sakte hain aap apne Senate ko mazboot aur sakht kar sakte hain. Apne kandhon ko chhoda kar sakte hain pet ki charbi ko kam kar sakte hain aur apne tangon ke patton ko majbut kar sakte hain yah sab aap ghar par achi khorak aur kuch aasan jim se kar sakte hain.

Ghar par body kaise banaye

Ghar par body kaise banaye Khurak sabse aham hai to sabse pahle hum Giza kaise banaen to sabse pahle Ham Giza ke bare mein jante Hain is article Ham Kam kharch mein acche Khurak ke bare mein janenge tank aam log bhi Ghar baithe acchi Giza banana saken.


1. Ghar mein body banane ke liye ande khae

Body banane ke liye protein sabse aham hai protein ke bagair ek acchi body bilkul Nahi Ban sakti protein hasil karne ke liye aap anda kha sakte hain anda protein ka ek acha zariya hai aur isme protein wafer muqaddar mein paya jata hai

Also Read: Jaldi Weight Loss Kaise Kare 100% Working

Ek pure uble huye ande mein takriban 6/5 gram protein paya jata hai is Tarah aap 3 se 4 ande kha kar achi khasi muqaddar mein protein hasil kar sakte hain aap ande subah nashte mein vardash ke bad dopahar ke khana ya Raat Ke khane mein kisi bhi waqt kha sakte hain.


2. Body banane ke liye chicken khae

Chicken protein ka ek achcha jariya bhi hai jo aap ko body banane mein bahut madad Karta hai 100 gram Chicken mein takriban 24-20 gram protein paya jata hai jo ke protein ki ek acche muqaddar hai chicken breast ko bodybuilding ke liye behtarin samjha jata hai chicken breast mein patale protein Pai jaati hai jo ki muscles banane mein sabse jyada madadgar hai


Jin login Ke jehan mein yah sawal hai ki bagair Jim ke body kaise banaya jaaye Ghar par body kaise banaye vah apni khurak mein chicken breast ko jarur shamil Karen behtar natak ke liye chicken breast ko ubal kar khaye

Conclusion

Mujhe umeed hai ki aapko ye do tips bahut acchi lagi hongi ke Ghar par body kaise banaye agar aapko yah pasand hai to mujhe comment jarur Karen shukriya.


Post a Comment

Previous Post Next Post