Body banane ke liye kya khana chahie |
Body banane ke liye kya khana chahie - doston kaise ho aap sab umeed karta hu aap sab theek hoga and Aaj is article mein apko bataunga ki hamen body banane ke liye kya khana chahie iske baare mein baat karenge.
Bahut se log yah sawal Google per bahut search kar rahe the isiliye Maine socha yeh ek complete article likh deta hun jisse aap logon ki bahut help hogi to article pura jarur Read Karen. Chalo friends shuru karte hain Bina time West kiye.
Body banane ke liye kya khana chahie
Body banane ke liye kya khana chahie Majbut ek kabil tarif sehatmand fitness ka maksad hai isiliye aap Jim mein ja rahe aur soch rahe hain body banane ke liye kya khana chahie. Jab body banane ki baat aate Hain to log vardasht ki taraf bhagate Hain yah durust hai ham vardash karenge tab hai hum muscles banana sakenge.
Also Read: Ghar per body kaise banaye
Achcha to chalo yaar ham in baton ka skip karte hain aur apna topic ki taraf badhte Hain so aye Mazeed jante Hain ki body banane ke liye kya khana chahiye aur kin cheezon se dur rehna chahiye lets start Go.
Body Banane ke liye kya khaye
To main aapko Aaj teen simple tips dunga jinko khane se aapke body ban jaenge.
(1) Protein:
Doodh, doodh se bani cheeze, soyabean, rajma, chole, daal, murgi, machli, anda, paneer, dahi, tofu, whey protein powder.
(2). Carbohydrates:
Brown rice, oatmeal, quinoa, whole wheat bread, sweet potato, fruits, vegetables.
(3) Healthy Fats:
Olive oil, coconut oil, nuts, seeds, avocado.
Iske alawa, body banane ke liye aapko regular exercise aur sufficient rest bhi lena hoga. Apne aahaar mein bhojan ko vibhinn samay par khana aur khana ko chew karke acche se pachana bhi shamil karein.
Final Word
To yah thi aaj ki teen simple tips ke body banane ke liye kya khana chahiye mujhe umeed hai aapko Mera article pasand aaya hoga agar pasand aaye to Apne doston ke sath jarur share Karen aur mujhe comment karna na bhule shukriya